Pyar Ki Dhun Songs Ke Lyrics-Ram Teri Ganga Maili (1985)|Old Song

Songs Ke Lyrics
Sun Sahiba Sun Songs Ke Lyrics from Ram Teri Ganga Maili (1985) is a lovely song sung by Lata Mangeshkar. Its music is composed by Ravindra Jain and lyrics are written by Hasrat Jaipuri.

Song Detail
Song: Sun Sahiba Sun
Singers: Lata Mangeshkar
Musicians: Ravindra Jain
Lyricists: Hasrat Jaipuri
Movie: Ram Teri Ganga Maili (1985)
Actor: Mandakini



Sun sahiba sun pyaar ki dhun  Songs Ke Lyrics


sun sahiba sun pyaar ki dhun - 2

oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun
sun sun sahiba sun pyaar ki dhun
oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun

sun sahiba sun pyaar ki dhun

(aah, aah)
aah aah, aah aah, aah aah aah aah aah
koi haseena kadam pehle badhaati nahin
majboori dil se na ho to paas aati nahin
ho, majboori dil se na ho to paas aati nahin
khushi mere dil ko had se zyaada hai
tere sang zindagi bitaane ka iraada hai
oh, preet ke yeh dhaage tu bhi sang mere gun
sun sahiba sun pyaar ki dhun
oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun

sun sahiba sun pyaar ki dhun

(aah, aah)
tu jo haan kahe to ban jaaye baat yeh
hote na ishaara to chal doon main saath bhi - 2
tere liye sahiba naachoongi main gaaoongi
dil mein basa le tera ghar bhi basaaoongi
oh, daal de nigaahon kar de pyaar ka shagun

sun sahiba sun pyaar ki dhun

(aah, aah)
aah aah, aah aah, aah aah aah aah aah
mera hi khoon-e-jigar dega gawa hi meri
tere hi haathon likhi shaayad tabaahi meri
ho, tere hi haathon likhi shaayad tabaahi meri
dil tujhpe waara hai, jaan tujhpe waaroongi
aaye ke na aaye, tera rasta nihaaroongi
oh, kar le kubul mujhe hoga bada kun
sun sahiba sun pyaar ki dhun
oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun
sun sahiba sun pyaar ki dhun

(aah, aah)
oh sahiba sahiba, oh sahiba sahiba oh
oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun
sun sahiba sun

Download sun sahiba sun pyaar ki dhun Lyrics PDF



Pyar Ki Dhun Songs Ke Lyrics-Ram Teri Ganga Maili (1985)|Old Song Pyar Ki Dhun Songs Ke Lyrics-Ram Teri Ganga Maili (1985)|Old Song Reviewed by Prince Jain on 10:39:00 AM Rating: 5

Visit

Powered by Blogger.